Aajao zara mehndi lagao 
Aajao zara mehndi lagao 
Tum tho mere man mein barson se basee thi 
Yehi baat mainay geeton mein kahee thi 
Yaad hai mujhey tum sunki hunsi thi 
Zara mehndi lagao 
Bachpan mein tumney mujhko tho sataya 
Ho gaya tha pyar na iqraar kiya tha 
Yaad hai mujhey woh baat purani 
Zara mehndi lagao 
Chairain ge hum sub jub aayay ga dulha 
Haath pakar tera leyjayay ga dulha 
Yaad humein bhi rakhna paryon ki rani 
Zara mehndi lagao 
Aajao zara mehndi lagao 


Currently have 0 comments: