Mehndi Ki Raat Aayee Mil Ke Bolo Washmallay
Mehndi ki raat ayee milkay bolo washmallay (2)ChorusJhumen nachen, nachen gayen milkai bolo washmallay (2)
Mehndi ki raat ayee milkay bolo washmallay (2)Dulha ke ghar se ittar jo aya
Dulha ke ghar se a-ha!
Dulha ke ghar se o-ho!
Dulha ke ghar se ittar jo aya
Vo sab ki khushboo mehka kay bolo washmallay (2)ChorusDulha ke ghar se mehndi jo ayee
Dulha ke ghar se a-ha!
Dulha ke ghar se o-ho!
Dulha ke ghar se mehndi jo ayeeMehndi ki laali rachakay bolo washmalay (2)ChorusDulha ke ghar se joro jo aya
Dulha ke ghar se a-ha!
Dulha ke ghar se o-ho!
Dulha ke ghar se joro jo ayaAanchal ki chaon me akay bolo washamallay (2)ChorusDulha ke ghar se bari jo ayee
Dulha ke ghar se a-ha!
Dulha ke ghar se o-ho!
Dulha ke ghar se bari jo ayee
Bari ko lao aur milkay bolo washmallay (2)


Currently have 0 comments: